TUM BIN LYRICS - Sanam Re | Shreya Ghoshal

Tum Bin - Sanam Re

O...

Kuch pal to thehar jaao na
Ya phir laut ke aao na
Yoon kehte nahi alvida
Mud jaao idhar aao na

Tumhe dhoondein meri aankhen
Tumhe khoje meri baahein

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin (x2)

Kitne the waade kiye
Ik pal mein tod diye
Jhootha nahi tu mujhko pata hai
Bas thoda rootha sa hai

Tu roothe main manaau
Par tum bin kahan jaaun

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin (x2)

Ye aasmaan aur zameen
Bin tere kuch bhi nahi
Saanson se mohlat
Zara maang lena
Yoon uthke jaate nahi

Ya phir tu mujhe le chal
Sang apne jidhar tu chala

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin (x2)

Comments

Popular posts from this blog

Dard Ve Sajna - Arif Lohar - Hero Naam Yaad Rakhi

SUBAH SUBAH LYRICS – Sonu ke Titu ki Sweety | Arijit Singh, Prakriti Kakar

Khamoshiyan Lyrics (Title Song) - Arijit Singh