SAHEBAAN LYRICS - Guddu Rangeela | Chinmayi Sripada, Shahid Mallya
Mera hai jo bhi tu sahebaan
Tha bhi tu, hai bhi tu (x2)
Chalte chalte udna chaahu tumko lekar
Tumko le loon iss duniya se khud ko dekar
Mera hai jo bhi tu sahibaa
Tha bhi tu, hai bhi tu (x2)
O.. Jab tak main tera naa huaa tha
Jaise ki haara sa juaa tha
Maati ye meri hui sonaa
Tune jab aankhon se chhua tha
Tera gehna pehna
Tere hoke rehna
Jhootha hai wo ishqa
Jiski koi teh naa
Tumsa main hu-ba-hu
Mera hai jo bhi tu sahebaan
Tha bhi tu.. hai bhi tu
Mera hai jo bhi tu sahibaan.. sahibaan
Sahibaan..
Comments
Post a Comment