Pehli Dafa Lyrics – Barkhaa

Barkhaa Song - Pehli Dafa

Pehli dafa hua hai yeh kya
Main mujhmein nahi, hua jaane kya
Pehli dafa hua hai yeh kya
Main mujhmein nahi, hua jaane kya
Aksar khayalon mein dil sochta
Tujhse hai shayad koi vaasta
Jabse tu aaye ru-ba-ru
Khwahishein teri main karne laga
Khwahishon mein behne laga
Fida kya tujhpe main hone laga
Pehli dafa hua hai yeh kya
Oas ki boondon mein aks tera
Saaya tera, chehra tera
Rang dhoop se bhi hai sunehara
Jispe hairan man yeh mera
Guzri hai chhoo karke aarzu
Phir se tu aaye ru-ba-ru
Khwahishein teri main karne laga
Khwahishon mein behne laga
Fida kya tujhpe main hone laga
Pehli dafa hua hai yeh kya
Assi ghar par milkar jaana ho
Tu jo dil ch basaye kar jaana ho
Assi ghar par milkar jaana ho
Tu jo dil ch basaye kar jaana ho
Ho pariyon se bhi zyada hai tu hasin
Dil nasheen hua yaqeen
Deewaron pe toone mere dil ki
Dastak di door se hi
Har pal teri hai justazu
Phir se tu aaye ru-ba-ru
Khwahishein teri main karne laga
Khwahishon mein behne laga
Fida kya tujhpe main hone laga
Pehli dafa hua hai yeh kya

Comments

Popular posts from this blog

AFEEMI LYRICS – Meri Pyaari Bindu | Ayushmann | Parineeti

Kabhi Haan Kabhi Na - Bilz and Kashif

DHAAKAD LYRICS – Dangal Song by RAFTAAR