Khuda Bhi Na Dikhe Lyrics – Barkhaa

Khuda Bhi Na Dikhe Lyrics of Barkhaa

Yeh kaisi kashmakash hai
Yeh kaisi rehguzar hai
Main uljha hu, pareshan hu
Main uljha hu, pareshan hu
Hui kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe
Duaa bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuan hi dhuan dikhe
Khuda bhi na dikhe
Duaa bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuan hi dhuan dikhe
Reit ka mehal woh tha
Lehron mein shaayad jo beh gaya
Reit ka mehal woh tha
Lehron mein shaayad jo beh gaya
Khaahishon ka aashiyan
Chand saans lekar ke dheh gaya
Rabba khud ke hi saaye
Lage aaj paraaye
Rabba khud ke hi saaye
Lage aaj paraaye
Main uljha hu, pareshan hu
Main uljha hu, pareshan hu
Hui kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe
Duaa bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuan hi dhuan dikhe
Zindagi ne ishq mein
Mujhe aise manzar dikhaye hain
Dikhaye hain
Zindagi ne ishq mein
Mujhe aise manzar dikhaye hain
Palkon pe meri sadaa
Ashkon ke baadal hi chhaye hain
Rabba chain na aaye
Din rain sataaye
Rabba chain na aaye
Din rain sataaye
Main uljha hu, pareshan hu
Main uljha hu, pareshan hu
Hui kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe
Duaa bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuan hi dhuan dikhe
Dard ka hai silsila
Seene mein gham beshumar hain
Dard ka hai silsila
Seene mein gham beshumar hain
Chahatein mili kahan
Mile zakhm mujhko hazar hain
Rabba pal hi mein kaise
Sau khwaab hain toote
Rabba pal hi mein kaise
Sau khwaab hain toote
Main uljha hu, pareshan hu
Main uljha hu, pareshan hu
Hui kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe
Duaa bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuan hi dhuan dikhe

Comments

Popular posts from this blog

AFEEMI LYRICS – Meri Pyaari Bindu | Ayushmann | Parineeti

Kabhi Haan Kabhi Na - Bilz and Kashif

DHAAKAD LYRICS – Dangal Song by RAFTAAR