Dil-e-Nadaan Lyrics – Hawaizaada
Aag ka daria doobe ke jana
Ishq nahin aasan, aasan
Ishq nahi aasan
Ishq nahin aasan, aasan
Ishq nahi aasan
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dava kya hai
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Humko unse wafaa ki hai ummeed
Humko unse wafaa ki hai ummeed
Humko unse wafaa ki hai ummeed
Jo nahin jante wafaa kya hai
Jo nahin jante wafaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dava kya hai
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Humko unse wafaa ki hai ummeed
Humko unse wafaa ki hai ummeed
Humko unse wafaa ki hai ummeed
Jo nahin jante wafaa kya hai
Jo nahin jante wafaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Aag ka daria doobe ke jana
Ishq nahin aasan, aasan
Ishq nahi aasan
Ishq nahin aasan, aasan
Ishq nahi aasan
Comments
Post a Comment