Posts

Showing posts from November, 2014

Dil Darbadar Lyrics - PK

Image
Hai maun mein doobi duniya Tera qissa kaun sunaaye Jo kahe, tujhe na jaane Jo jaane, keh na paaye Khwaabon ka musafir navazina kaafir Saaiyaan ye bata de kahan hu main aakhir Ye kaisi hai teri aankh micholi Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar mera dil darbadar Tu mera hi saaya Main teri hi chaaya Main tere bina zaaya Ragon mein bahaa tu Nazar mein rahaa tu Magar na nazar aaya Tujh se hi chal ke main guzra Tujhpe hi aa thehra re Tu mujhko main tujhko Jaata kya hai mera Ye kaisi hai teri aankh-micholi Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar mera dil darbadar Main shaakhon se toota Hawaoon se rootha Udaa ja raha hoon kahaan Aa jaaun kahin main Khilunga wahin mein Mile mujhko tu jahaan Aa mil ja mujhse me kabse dekhun teri raahein Beeta ek arsa main tarsa ab khol de baahein Ye kaisi hai teri aankh-micholi Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar mera dil dar...

Chaar Kadam Lyrics

Image
Mmmm.. Bin puchhe mera naam aur pataa Rasmon ko rakh ke pare Chaar kadam bas chaar kadam Chal do naa saath mere (x2) Bin kuch kahe, bin kuch sune Haathon mein haath liye Chaar kadam bas char kadam Chal do na saath mere Hey.. bin kuch kahe, bin kuch sune Haathon mein haath liye Chaar kadam bas chaar kadam Chal do na saath mere Raahon mein tumko jo dhoop sataye Chaaon bicha denge hum Andhere daraye to jaa kar falak pe Chand sajaa denge hum Chhaye udaasi latife suna kar Tujhko hansa denge hum Hanste hansaate yunhi gungunaate Chal denge chaar kadam Yea yeah.. na na nana... La ra la.. ra. Tumsa mile jo koi rehguzar Duniya se kaun darey Chaar kadam kya saari umar Chal dungi saath tere Bin kuch kahe, bin kuch sune Haathon mein haath liye Char kadam bas char kadam Chal do na saath mere (x2)

BHAGWAN Hai Kahan Re Tu Lyrics

Image
Hai suna ye poori dharti tu chalata hai Meri bhi sun le araj mujhe ghar bulata hai Bhagwan hai kahan re tu Hey Khuda hai kahan re tu Hai suna tu bhatke mann ko raah dikhata hai Main bhi khoya hun mujhe ghar bulata hai Bhagwan hai kahan re tu Hey Khuda hai kahan re tu Aa... Main pooja karun ya namajein padhun Ardaasein karun din rain Na tu Mandir mile, na tu Girje mile Tujhe dhoondein thake mere nain Tujhe dhoondein thake mere nain Tujhe dhoondein thake mere nain Jo bhi rasmein hain wo saari main nibhata hoon In karodon ki tarah main sar jhukata hoon Bhagwan hai kahan re tu Aye Khuda hai kahan re tu Tere naam kayi, tere chehre kayi Tujhe paane ki raahein kayi Har raah chalaa par tu na mila Tu kya chaahe main samjha nahin Tu kya chaahe main samjha nahin Tu kya chaahe main samjha nahin Soche bin samjhe jatan karta hi jaata hun Teri zid sar aankhon par rakh ke nibhata hun Bhagwan hai kahan re tu Aye Khuda hai kahan re tu Hai suna ye poori dharti tu chalata hai Meri bhi sun le araj mujh...

THARKI CHOKRO Lyrics

Image
Aayo re aayo re bhaaya rangeelo mehmaan Chora chori fark na samjhe Maare sab pe chalang (x2) Marwayega tu.. Tharki! Pitwayega tu.. Tharki! Mat kar, mat kar, mat kar, mat kar Arrey ra ra ra ra... Tharki chokro aayo re banke mharo mehmaan Are tharki chokro ayo re banke mharo mehman Ho pachrangi poshaak pehan tu kaun gaaon se aayo Tu Patna se ya Paatan se ya Patiyala se aayo (x2) Tera naam toh hoga bhaaya re Jo school mein tha likhwaaya re (x2) Tera koi pata toh hoga, hoga ration card.. Ho tera koi pata toh hoga, hoga ration card Arey baadal cheer ke tapka tu ya aayo dharti phaad Marwayega tu.. Tharki! Pitwayega tu.. Tharki! Mat kar, mat kar, mat kar, mat kar Arrey ra ra ra ra... Tharki chokro aayo re Banke mhaaro mehmaan Tharki chokro aayo re Banke mhaaro mehmaan O.. tu duniya mein akelo hai Humein fikar ghani sataave re Tujhe Amma Taai apni Lugaai Kuch bhi yaad na aave re (x2) Tu jaiso bhi hai bhaaya re Tane yaar humne banaya re (x2) Achha hai jo kho gayi yaadein Jhagda na takraar.. ...

Love is a Waste of Time Lyrics

Image
Tujhe tak tak tak takte rehna Teri bak bak bak sunte rehna Kaam-kaaj sab bhool bhula ke tere piche piche chalte rehna ee to hai waste of time Love is a waste of time Pyaar vyaar waste of time Ee love is waste of time Aa aa aa... Phir bhi soch liya hun man maa Ek baar toh iss jeevan maa Kar le waste of time Karna hai waste of time I want to waste my time I Love this bhaste of time.. Aa aa aa... Poore 75 baar mirror'wa dekhe 32 baar hum apna baal banaaye 8 martaba kapda change kiye hum Bhar bhar botal badhiya scent lagaaye Sajte rahe, sanwarte rahe Kiya na koi bhi kaam Aaj samajh mein aa gaya bhaiya Love is waste of time Phir bhi soch liya hun man maa Ek baar toh iss jeevan maa Kar le waste of time Karna hai waste of time I want to waste my time I Love this bhaste of time.. Aa aa-aa...  Ajab ghajab si uthal hai man maa Kaisi hai ye feeling kaise batayein Baithe baithe bina baat muskaayein Kya hai maajra kuch bhi samajh na aaye Udne ka mann kare mann ki jor jor chillaye Aaj samajh ...

KEEDA LYRICS (Aaja Meri Gali) - Action Jackson | Himesh Reshammiya

Image
Tumse milne ka keeda andar hai Dating kar le tu open calendar hai Tumse milne ka keeda andar hai Dating kar le tu, open calendar hai Som, Mangal, Budh, Guru, Shukra, Shani, Ravi Aaja meri gali, aaja meri gali Aaja meri gali, aaja meri gali (x2) Teri adaa judaa, hai tujh mein X-factor Aaja sikha du me tujhe dating-shating ka chapter Maan le meri baat, aaja aaja mere saath Aaja aaja meri gali Tumse milne ka keeda andar hai Dating kar le tu open calendar hai Som, Mangal, Budh, Guru, Shukra, Shani, Ravi Aaja meri gali, aaja meri gali Aaja meri gali, aaja meri gali Tu jo kahe karunga, mere dil ka remote tu Meri dildaar bank ka, baby laakhon ka note tu Maan le meri baat, aaja aaja mere saath Aaja aaja meri gali Tumse milne ka keeda andar hai Dating kar le tu, open calendar hai Som, Mangal, Budh, Guru, Shukra, Shani, Ravi Aaja meri gali, aaja meri gali Aaja meri gali, aaja meri gali

PAKEEZAH LYRICS (Ishq Tera Mera) - UNGLI | Gulraj Singh

Image
O Pakeezah re Naino se ye dil gira re O Pakeezah re Ab dil mein tu hi ghira re Baatein teri lab pehne to Labon se kayi sajde hon Ishq tera.. mera Rab se zyaada Ishq tera.. mera pakeezah hai na Ishq tera.. mera Rab se zyaada Tujhse hi ye chaah hai pakeezah Pakeezah.. Pakeezah.. Noor si hansi ye kahin jo barsaye tu Rooh ki khushi tu ye jee na sehlaye tu Hashr mera tu ibteda, uns tera tu jaavedaan Ho zindagi kuch nahi tere bina Ishq tera.. mera Rab se zyaada Ishq tera.. mera pakeezah hai na Ishq tera.. mera Rab se zyaada Tujhse hi ye chaah hai pakeezah Pakeezah.. Pakeezah.. O Pakeezah re Naino se ye dil gira re O Pakeezah re Ab dil mein tu hi ghira re Baatein teri lab pehne to Labon se kayi sajde hon Ishq tera mera rab se zyaada Ishq tera mera pakeezah hai na Ishq tera mera rab se zyaada Tujhse hi ye chaah hai pakeezah Pakeezah.. Pakeezah re.. Pakeezah re...

Saanson Ko Lyrics - Arijit Singh - Zid (2014)

Image
Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya Dooba main tujhme to kinara mill gaya Saanson ko jeene ka ishara mil gaya Zindagi ka pata dobara mil gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga (x2) Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara (x2) Juda jab se hua Tere bina khamosh rehta hoon me Labon ke paas aa Ab tu aawaaz bann ja zara Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

INCEPTION LYRICS - Badshah (Meri Album Aane Wali Hai)

Image
Yeah.. Yeah.. Shoutout to sound nanomix Yeah 3:30 AM yeah Dekhe thhe jo sapne aaj unke paas hoon Aankhon mein chamak hai pehle the aansu Baaki sab wahi hai saala kuch nahi badla Haan, pehle main aam tha ab thoda khaas hoon Raaz woh ek aisa jise sab jaan'na chaahein Suni apne baare mein kitne afwaahein Baatein karne walon ka kaam baate karna Karte hain kuch, baaki dete hain salaahein Pen mere haath mein Zindagi hai kaali Tabhi likhun kaali raat mein Top pe khada akela koi nahi saath mein Jalne waale jalte lekin rehte aukaat mein hain Yeah.. meri lagan, meri mehnat Aur upar waale ka karam Paise kamaye maine sachchai batake Jisey dikkat, aake pakde wo mera Unhe bakwas karne do jo bakwas karte hain Khaali bartan hi jyaada awaaz karte hain Main note ginta hoon wo haath malte hain Kheloge jo aag se toh haath jalte hain Kaamyaabi aur jalan saath saath chalte hain Tabhi log yahaan lekar hathiyar chalte hain Par main unn chutiyon mein se nahi Kyunki jinka dimaag nahi chalta Unke haath ch...